Posts

Aj ka din k se guzra!

Image
Subha subha Othna bht muskil ho giya hy. Youn lagta hy jesay ankhon mai kisi ni nend bhar k rakh di ho. Eid ki masrofiyat mehman vgira tu banda thak jta hy. Rat ko dair se sona aur sbha jaldi jagna. Dimag ki dahi ban jati hy. Khair ahista ahista phir line pi jay gi life! Aj sab k school aur office khol gay hain. Aj ka din sab k liy bht boor ho ga. Par kia kejay sahib! Zindagi behar hal guzarni hi hy!

eid mubarik to all.

Image
kia hall hy. ap sab umaid hy thik hongy. eid k din bht masrofiyat the. bht thak gay. sab logo ni qurbani ki ho gi. gay, bel, bara, dumba, onth. likin nafs aur nafraton ko kisi ni bhi zibha nai kia ho gaa.

earn free money

http:// usdsurveys.com/?r=14312 visit my link

ao wahan chalain!!!!

Image
jahan gam mah o sal na ho jahan sakoon ho har taraf jahan koi bi udass na ho k titliyon ki vahan har taraf hajoom sa ho jognoon ki bhi wahan koi bohtat na ho sawera ho hartaraf, khabi bhi gam ki wahan sham na ho! meray garib se ehbab hain zamanay mai! khudaya khabi bi vo gam mai giraftar na hon. ao wahan chalain, jahan jena mohal na ho.

aj ka din k se guzra

Image
aj bht garmi the aur kam b bht tha khair kam tu lagy hoty hain zinda insan jo hain eid any vali hy aj hajj ka din hy waqof e arafat. kia din thay kia ratain thi haq Haa mjy apna hajj yad aa giya ik hajoom tha har rang aur har nasal k insan ik libas ik awaz aur ik hitarz mai talbiha party howay. by ab o giya bayaban aur itna bara maidan . mujy wahan har qadam pi yahi khayal aa raha tha k roz e mahshar is maidan mai tamam makhloq jama ho gi tab kia hal ho ga. Allah hum pi reham farmay. bht yad ata hy hajj ka zamana. Allah tamam musalmano ko apny ghar ki ziyarat nasib farmay ameen.

aj ka din k se guzra

Image
aj subha elaan ho rahy thy masjid mai mai samji koi fot howa ho ga mai apni masrofiyat mai magan rahi jab pata chala k ek jawan sala larki fot hoi hy 5 sal ka ek beta b tha os ka aur janay valo ni bataya k achanak tabiyat kharab hoi doctors ko dikhaya onho ni test karway tu pata chala k khon bilkul khatam hy is ki body mai tu mera sawal yi hy k kia parai beti k sath koi asa salok karta hy ik larki jo bebas aur major hoti hy kabi pisa bachany k chakar mai aur kabi ezat bachany k chakar mai halkan hoti rehti hy khudara is riwaj ko badliy kisi ki behan beti ko asay na tarpa k marain k nakafi wasail aur khurak se os ka jewan hi khatam ho jay yi zindagi ik bar hi milti hy sab ko tu is ko achay se guzariy

dil ki dunya bht udass hy aj

odas ankhain odas chehra shagofta hont bikhray ball sabhi ni mil k machaya dhamal kahin kahin se kabhi muskurahat jhank jati hy. jab dil ki wadi mai yad tumri ati hy