aj ka din k se guzra

aj bht garmi the aur kam b bht tha
khair kam tu lagy hoty hain zinda insan jo hain
eid any vali hy aj hajj ka din hy waqof e arafat.
kia din thay kia ratain thi
haq Haa
mjy apna hajj yad aa giya
ik hajoom tha
har rang aur har nasal k insan ik libas ik awaz aur ik hitarz mai
talbiha party howay.
by ab o giya bayaban aur itna bara maidan .
mujy wahan har qadam pi yahi khayal aa raha tha k roz e mahshar is maidan mai tamam makhloq jama ho gi tab kia hal ho ga.
Allah hum pi reham farmay.
bht yad ata hy hajj ka zamana.
Allah tamam musalmano ko apny ghar ki ziyarat nasib farmay ameen.

Comments

Popular posts from this blog

Aj ka din k se guzra!