ao wahan chalain!!!!

jahan gam mah o sal na ho
jahan sakoon ho har taraf
jahan koi bi udass na ho
k titliyon ki vahan har taraf hajoom sa ho
jognoon ki bhi wahan koi bohtat na ho
sawera ho hartaraf, khabi bhi gam ki wahan sham na ho!
meray garib se ehbab hain zamanay mai!
khudaya khabi bi vo gam mai giraftar na hon.
ao wahan chalain,
jahan jena mohal na ho.

Comments

Popular posts from this blog

Aj ka din k se guzra!